Monday, 16 April 2012




Dard hua to dil se awaz aye maa
Takleef hue to yaad teri aye maa
Jab Sab na chor deya Mutlabi bewafa kah ke
Phir majhey tere achal ki yaad aye maa
Main kitna badnaseeb hoon
Logo se piyaar maanga maine Mile majhey Tanhai
Tuney Bin maanga Kitna piyaar deya
Aur main teri hi kadar na karsaka maa
BadGumani mein har ek ko maine Seena se lagaya
Bus Badnaseebi to dheko bus tujhey hi apne galey se na laagaya maa
Duniya ki ranginyon mein kohya raha
bus ek tujh hi ko bhool ka sab ke pecha bhagta raha
Teri Tanhaiyon mein ek pal bhi tere saath na raha
Main badnaseeb teri maafi kakabil bhi na raha
Jab Hosh mein aya To maloomhua ke
kio apna nehi bus tere siwa maa
Teri goad main sar rakh ke roro ke mout-e-faryad ki dua ki
Maa na rote rote apni zindagiapni khushiya bhi mere naam ki
Main Kitna beaqal kamzarf hoon
Tera khwab bhi pura na kar saka main tere leya kuch bhi na kar saka maa
Maine kitne dhuk deya
Aur tuney uff tak na ki maa
tuney kabhi na saath chora
Na kabhi kuch kaha majhey tuney maa
bus ek khwab hai zindagi ka
beshak kuch mile na mile
main kuch bano ya na bano
bus ek arman hai zindagi ka
Main ek dafa teri goad main sar rakh so sako maa
woh sakoon-e-neend pana chahta hoon maa
Bohat dard ho raha hai maa
apne hathon se mere zakham-e-dard ko mita do maa

Love You Mom :'( :'( :'(

Friday, 13 April 2012

Khabi Khud Pe Khabi Halat Pe Rona Aaya…

Baat Nikli To Har Ik Baat Pe Rona Aaya…

Hum To Samje Te K Hum Bhol Gaye Hain Un Ko…

Kia Hova Aaj Ye Kis Baat Pe Rona Aaya…

Kis Liye Jeete Hai Hum Kis K Liye Marte Hai… 

Baarha Aise Sawalaat Pe Rona Aaya…

Kon Rota Hai Kisi Aur Ki Katir Ae Dost…








 

Sab Ko Apni Hi Kisi Baat Pe Rona Aaya…


Khabi Khud Pe Khabi Halat Pe Rona Aaya…

Baat Nikli To Har Ik Baat Pe Rona Aaya…
Think Twice Before Leaving A Space In Someones Heart.. !

Because Its Difficult To Realize The Pain When 



 You See Someone Else Filling Your Space..!
Phir kahin door se ik baar sada do mujko,
Meri tanhai ka ehsaas dila do mujhko,
Tum to chand ho tumhe meri zaroorat kya hai,
Main diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko...
Zindagi Kisi Ka Intazar Nahi Karti,
Tanhai Kabhi Bewafai Nahi Karti..
Aapse Dur Hone Ka Gum Hai Warana,
Parachai Kabhi Jisam Pe Vaar Nahi Karti…
Va ghadi aur vo lamhaat mujhe yaad nahi
Kab hui thi mulakat mujhe yaad nahi
Vo khamoshi ke manzar, o sisakti sanse
Kab hui jhum ke barsaat mujhe yaad nahi
Chandni raato me vo tera chehra
Khwab ki ab vo saari baatein mujhe yaad nahi
Is dil me panapte dard aapki den hi den hai
Iske siva aapke saughat mujhe yaad nahi
Jiski jhalak hua karti thi, jeene ke bahane
Vo deewangi, vo rang, vo khayalat mujhe yaad nahi.....